Last updated September 27, 2014
नाईट फॉल से वीकनेस क्यों?
हस्तमैथुन से कमजोरी का कारण ?
Click karna
- गलत फैमि निकालो।
- गलत फैमि क्या करती है।
- गलत फैमि खुद कैसे नुक्सान करती है = सायको सोमेटिक डिसऑर्डर
- इलाज मेडिकल
- इलाज आत्म बल
सही साइंटिफिक मेडिकल जानकारी नाईट फॉल और हस्तमैथुन की होने से ब्रह्म निकलता है और लड़का रिलॅक्स हो जाता है।
Swapnadosh, hand practice yeh har ladke may jawan hote samay shuru hota hai jaise daadi, muchey jawani may atey hai Dhat jo nikalta hai us may koi bhi takat, shakti ya vitamin, iron ya calcium nahi hota.
http://doctortells.blogspot.in/2013/09/video-boy-puberty-changes.html
नाईट फॉल से कमजोरी नहीं होती |
Clck to see BIG picture |
sex MAITHUN
2. Haath say ya bistar par ling ka gharshan hone par gharshan karne say dhat nikal ata hai. Isay
Hasta- MAITHUN kahte hai.
3. Jo galat faimi k karan hastamaithun nahi karte aur shaadi na hone k karan yoni maithun nahi karte unhe nightfall hota hai.Is ko swapna - MAITHUN kahte hai.
1. GALAT FAIMI NIKALO SAHI MEDICAL SCIENCE JANO TO
Aap nay likha
"_ _ Sir main pehle.13 sal se 21 sal tak hand job ki ha. _ _ "
3. GALAT FAIMI KHUD KAISE NUKSAAN KARTI HAI?
Adhik Hastamaithun ya bahot jyada nightfall say koi kamjori ya aur koi bhi problem NAHI aati hai.
Aisa hone par bhi yeh ladke kahte hai: "My memory power is poor", "Mere naas dhiley hue hai", "Tedapan aaya hai". Kyon kahte hai mai kamjor hun? Yeh ladke jhoot nahi bol rahey hai to yeh pareshan kyon hote hai?
Aise sharirik vyadhiyon ko/bimariyon ko
PSYCHO-SOMATIC ILLNESSES kahte hai.
Jab man may chinta had k paar ho jay,
jab band karne k lakh koshish k bawajoot
nightfa ll aur hand practice band na ho to
man may klesh, pareshani, apradh ki bhavna,
depression, ghabrahat badti hai tab is
ka prabhav sharir oar padta hai. Is may bahot
bimariya, kamjori, dard aadi hote hai.
PSYCHO-SOMATIC ILLNESS may khoon, pishab,
X ray aadi sare check up normal atey hai.
Jo bhi ladkka kahta hai, cmujhe jyada nightfall
ki vajah say ya kam umar may bahot hand job karne
say kamjori, dard, aur duniya bhar ki sari
taklife hai" uska karan hai PSYCHO-SOMATIC ILLNESS
jo GALAT FAIMI ki vajah say hota hai. Kyon ki hamare
oass ane k pahele kaee saal voh GALAT dharana man may
pakde hue paresshan rahta hai hamare
(medical science k ya Doctor k baat oar vishwas nahi rakh pata.
Aise ladkon ko aap samjhayeeye ta ki woh jadi butti, desi dawa is naam
say bechi jaane wali dawa say aur khud ko sex doctor
kehlane wale choron say bachaye.
JO LADKE BATATE HAI KI UNHE KAMJORI HAI KYA WOH JHOOT BOLTE HAI?
Jab balak k man may yeh baat baith jay ki dhat=takat aur bachpan ki galti say nuksaan hota hai to woh ladka sahi man leta hai, Aap baccheey ko bar bar "yanha bhoot hai " kahoge to usey sach samaj k woh darne lagega. Us ladke nay kabhi bhoot to dekha nahi, fir bhi aadmi bhoot ki kalpana karta hai aur khud ke kiye kalpana say bhay bheet hota hai.
Jo dara hya baccha hai uski dhadkane tej hoti hai, paseene chut te hai, haath pair kamp te hai. Yeh jo ho raha hai woh "bhoot" k karan nahi, "dar" k karan say hota hai.
Isi tarah jab ladka kehta hai,
"
Meri body nahi ban rahi hai,
Mai kamjor hun,
Aankh k nichey kala sa hua hai
Memory kam hui hai
Ghabrahat hoti hai
"
to woh ladka jhoot nahi bolta. Jyada nightfall ya jyada hastamaithun ki wajah say nahi par
nightfall / hastamaithun ki GALAT FAIMI ki wajah say man may jo dar hai uski vajah say yeh sari taklif hoti hai.
In ladkon ko sahi umar may, hastmaithun, nightfall aisee baton ki sahi jankari milti to hajaro, karodo ladke galat faimi say bachte aur sex ka tatha vaivahik jeevan ka pura pura anand lay pate.
http://doctortells.blogspot.in/2012/08/dhat.html
Name: Ashok Koparday
Consultant in Sexual Medicine and Marriage Counselor
Ex. Teaching Faculty
K.E.M. Hospital & J.J. Group of Hospitals
University of Mumbai
Medical Director
Sexual Health Best World Class Premier Treatment SAMADHAN INDIA
Address:
A 1, Namdeep,
90 Feet Road,
Ghatkopar (East), Mumbai
400077 INDIA.
Mobile: +91 9867788877
Telephone: 022 25060061
Email: ask [at] mydoctortells [dot] com
Google
Published by Author
Find us on Google plus +
Bond with the best sexologist Dr. Ashok Koparday
Google plus +|| Linkedin|| Facebook ||Twitter ||YouTube ||Ask Doctor ||Address
Last updated September 25, 2014
No comments:
Post a Comment